May 4, 2021

Charnam Sharam Gachhami…mein Sangeeta Faridabad se hun. 2019 se P3Y ker rahi hun. Paramji or Bharti Ma ki kripa se meri bahut icha puri hui hai. un sab k liya Paramji or Bharti Ma ko taha dil se dhanyawad karti hun khuch kaam nhi ban raha 11 vakaya papr karne se ek alag si shakti milti hain or bahut hi effective hain. class karne se bahut hi acha lagta ek din net mein problem aa gayi to class nhi kr paayi attend aisa laga pata nhi kya ho gaya class attend karne se alag hi shakti milti hain. Bharti ma hamesha khuch bhi samasya ho us se kaise nilklana hain inte saral tarika se batati hain ki negative se sab positive hota chala jata hain. March ka mahina bahut shubhkari, regular param yog karne se. param jal peena vala or chirkane vala bahut hi shakti shali hain. Paramji se nivedan hain April month bhi adhik shubhkari, labhkari rahe. Thank u Paramji or Maji bhi apna aisa hi aashirwad banaye rakhna. Charnam Sharnam Gachhami…