May 4, 2021
Charnam Sharnam Gachhami…Mera nam Monica Gangwani hai. Mein 2 Saal de P3Y kar rahi hu..Paramji ki Kripa se Mera March ka month bahut accha raha. Kabhi hum koi iccha puri nahi hone par bahut Nirash bhi ho jate hai. Lakein maan mein pata hota hai ki Paramj nein hamare liye aur better socha hota hai…Daily Bharti Ma ke Sath jal banwane se hamare Mann mein shanti rahte hai aur ghar mein bhi positivity rehte hai, is ke liye mein Bharti Ma ka bahut Thank you hai jo hamare tak google meet ke dwara hame daily Shakti dilate hai Paramji se nivedan karti hu ki April ka month mere pariwar ke liye khub khushiyoo se bare aur Aanandmay rahe…Charnam Sharnam Gachhami…