May 4, 2021

Charnam Sharnam Gachhami…Main Ruchi Noida se…Mera aaj ka experience…hum log out of station aye hue hai…yaha akar thoda pani ya khane ki wajah se mujhe subah diariaha ho gaya…Hum logon ko subah ghoomne bhi jana tha. Subah Bharti Maa ko phone kiya unhone jal banwaya aur pura din main theek bhi rahi aur weekness bhi nahi rahi. Paramji ki shakti toh kaam karti hai par Bharti Maa ke papr main bhi shakti hai joh fatafat kaam karti hai. Thank you Paramji…Thank you Bharti Maa…