May 4, 2021
Mai Sangeeta Kakkar…aj ki P3Y class apne ghar karvaker 11 vakey karvane se bhut hi sukhad ur surakshit raha Hayaan ka Mundan ka din. Kam gharch, Kam pareshani me adiktam sukhkari raha 11 Vakey se din. Hayaan ne haste hue Hairs cut karvaye. Bilkul bhi nahi roya. Sabhi ko hayrani hui…Thank you Paramji…Thank you Paramji…Thank you Paramji…Maa ji bhut bhut dhanyavad hame guide karne ke liey ur Param ji, apna ashirvad Hayaan ko dane ke liey…Charnam Sharnam Gachhami…