Charnam Sharnam Gacchami…Mai Mohit Joshi Karnataka Belgaum mi rahta hu aur Canara Bank mei asst. manager hu…Mai apna anubhav share krma chahta hu…Mujhe aaj se 2 week pahle covid ho gaya tha starting mei fever hua 103-102 regular 1 week tak, jab covid test karaya to wo negative aya…Mujhe laga ki mujhe covid nai kuch aur hua hai, par meri haalat bigadti rahi aur mujhe roj 103.5 – 102 fever rahne laga…Phir meri wife Megha Pant mujhe hospital le gai, ua din mujhe breathe krne mei bhi difficulty ho ri thi wahan mera CRP test, d – dimer test aur CT scan hua…Jisme confirm hua ki mujhe covid hai…Mujhe hospital mei admit kiya gaya jahan mai 6 din tak oxygen pe raha…Mujhe daily k 12-15 injection lagte the, Meri situation kafi khrb ho gai thi par usi time mai roj 2 time P3Y krta tha subah meri puri family mujhe karati thi ph pe aur roj raat 8 baje Bharti Ma karati thi ph. pe…Pain k time pe b mai yahi bolta tha ki Paramji mei khub shakti h jo use leta h uski iccha jald puri hoti h…Isi ko bol bol k maime apne andar himmat badai…3 din pahle mai discharge ho gaya hu, abhi b mujhe weakness aur khaasi hai…par pahle se bht jyada better hu…Mai P3Y ka dhyanvaad karta hu apni family ka aur Bharti ma ka dhyanvaad krta hu ki is time pe meri himmat bada k rakhi…Charnam Sharnam Gachhami…
May 4, 2021