May 4, 2021

Charnam Sharnam Gachhami…Ma ji mein Sangeeta Yadav apna experience share kr rahi hun 6 April ki baat hain unko cold hua unhe laga ki covid19 ho gaya  hain  7th April ki vo test karane gaye jaise gaye maine ppr kiya. Fir khana jo diya vo arpan karke diya bs unki 2 days baad report negative aayi. maine us din se yajmani bhi karayi. ppr, arpan, yajmani mein bahut shakti hain…Thank you Paramji…Thank Paramji. Thank uh Bharti Ma ji apne sikhaya hain jo bahut hi shakti hain…Charnam Sharnam Gachhami…