April 18, 2022
Charnam Sharnam Gachhami, Maa ji, mai Neha Kakkar apne bete Hayaan Kakkar ka Kushal Vidhyarti Anusandhan class ka anubhave share krna chahti hu…is month hmne notice kia ki Hayaan ke behaviour mai change aya h wo apne sath ke cousins ko kafi preshan or marta tha but class ke bad se esa karna usne kam krdiya hai or maine wish mangi thi uski speech clear ho or jldi se bolne lage…is month mai Hayaan mai bhoat improvement hui or phle toda pareshan karta tha home work karne mai lekin ab khud se bag lekr ata hai or home work krta hai or sath mai extra work bhi karne laga hai or mai use roj class mai arpan kia hua dryfruit khilati hu…Thank you Paramji…Thank you Paramji…Thank you Paramji…Thank you Maa ji…