March 25, 2021

Charnam Sharnam Gachhami…main Sumit Sharma Sonipat Haryana se main apni gadi ko lekar experience share karna chahta hu ki meri jo commercial gaddi hai wo Paramji ki den hai humne jab sonipat last class lagwai thi usi din uski news aa gayi thi ab main abhi ka waqya batata hu meri gadi gurgaon mai. Gai hui thi goods lekar waha par late ho gayi nikalte nikalte waha 5 baje ke bad no entry main fas gayi police ne driver ko pakad liya or das hazar ka challan bola man hi nahi rahe the ya to gadi band karge ya 10000 ka challan main usko bola ruk ja mai. Apne office Beth kar Param nad kiya or Paramji se vinti ki tabi driver ka phone aya unhone 100 rupees main gadi chod di and koi challan nahi kiya or waha se shortcut rasta bhi bata diya main Paramji ka bahut bahut dhanyawad kiya driver bhi heran tha isi tarah ke kai vakya hote hai par hamesha ki tarah Paramji hi kirpa karte ho hamesha sath rahte hai… Charnam Sharnam Gachhami…